
Barsegi Rab Ki Rehmat Rehmat Ramzan Aagya Hai
Har Ghar Me Hogi Barqat Ramzan Aagya Hai
Sabki Jagane Kismat Ramzan Aagya Hai
Ye Baat Hai Haqiqat Ramzan Aagya Hai
Yaa Rab Gunah Chhode’n Apnaye’n Sunnato’n Ko
Dene Hame Hidayat Ramzan Aa Gya Hai
Nadani Chhod De Ab Gaane Bajane Kar Le
Quran Ki Tilawat Ramzan Aa Gya Hai.