Ne’matein Baantta
Jis Samt Wo Zeeshaan Gaya
Jis Samt Wo Zeeshaan Gaya
Saath Hi Munshi E
Rahmat Ka Qalamdaan Gaya
Rahmat Ka Qalamdaan Gaya
Le Khabar Jald Key
Ghairon Ki Taraf Dhyaan Gaya
Ghairon Ki Taraf Dhyaan Gaya
Mere Mawla Mere Aaqa
Tere Qurbaan Gaya
Tere Qurbaan Gaya
Aah Wo Aankh Key
Naakaame Tammanna Hi Rahi
Naakaame Tammanna Hi Rahi
Haaye Wo Dil Jo
Tere Dar Sey Pur Armaan Gaya
Tere Dar Sey Pur Armaan Gaya
Dil Hay Wo Dil Jo
Teri Yaad Sey Ma’moor Raha
Teri Yaad Sey Ma’moor Raha
Sar Hay Wo Sar Jo
Tere Qadmon Pe Qurbaan Gaya
Tere Qadmon Pe Qurbaan Gaya
Unhein Jaana
Unhein Maana Na Rakha Ghair Sey Kaam
Unhein Maana Na Rakha Ghair Sey Kaam
Lillahil Hamd Main
Duniya Sey Musalmaan Gaya
Duniya Sey Musalmaan Gaya
Aur Tum Par Mere Aaqa
Ki ‘Inayat Na Sahi
Ki ‘Inayat Na Sahi
Najdiyon Kalmah
Parhaane Ka Bhi Ehsaan Gaya
Parhaane Ka Bhi Ehsaan Gaya
Aaj Le Unki Panaah
Aaj Madad Maang Un Sey
Aaj Madad Maang Un Sey
Phir Na Maanenge
Qayaamat Mein Agar Maan Gaya
Qayaamat Mein Agar Maan Gaya
Uf Re Munkir Ye
Barha Joshe Ta’assub Aakhir
Barha Joshe Ta’assub Aakhir
Bheer Mein Haath
Sey Kam Bakht Key Imaan Gaya
Sey Kam Bakht Key Imaan Gaya
Jaan O Dil Hosh O
Khirad Sab To Madine Pahunche
Khirad Sab To Madine Pahunche
Tum Nahin Chalte Raza
Saara To Saamaan Gaya
Saara To Saamaan Gaya